God Allah Aur Bhagwan Song and lyrics

God, Allah aur Bhagwan Ne banaaya ek insaan..

Aaya jameen par lekar woh, Uppar waale kaa farmaan..
Woh doston kaa hai dost, Yaaron kaa hai yaar..
Jiska naam sunkar ke, kaampey har shaitaan..

Woh tujhme bhi hai, Woh mujhme bhi hai..
Kahin na kahin woh, Hum sab main hai..

Sab main woh chhupa hai, Usey pehchaan lein..
Uskaa joh irada hai, wo Hum jaan lein..
Woh doston kaa hai dost, Yaaron kaa hai yaar..
Jiska naam sunkar ke, kaampey har shaitaan..
God, Allah aur Bhagwan Ne banaaya ek insaan…

Jahaan kal woh tha, akela khadaa..
Kadam apna bhi, udhar hi chal pada..

Dil ke khawabon kee, jannat sajaayenge hum..
Pyaar kaa savera lekar, aayenge hum..

Woh doston kaa hai dost, Yaaron kaa hai yaar..
Jiska naam sunkar ke, kaampey har shaitaan..

God, Allah aur Bhagwan Ne banaaya ek insaan…

Complete Detail: God Allah Aur Bhagwan Song and lyrics

Bollywood Movie Name: Krrish – 3

Song Name of Krrish: God Allah Aur Bhagwan

Singer’s Name: Sonu Nigam, Shreya Ghoshal

Music Composer: Rajesh Roshan

Lyrics: Sameer Anjaan

Movie Cast: Hrithik Roshan – Priyanka Chopra, Vivek Oberoi – Kangana Ranaut and Rekha

Music Company: T-Series